Lyrics has been copied to clipboard!
Aate hain aate hain sarkar e madina
Jahan zikr kiya jay unka
Tashreef wahan par laate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina
Hain amna pyara khuwaab tera
Tabeer hain ye allah allah
Hain laal tera mehboob khuda
Jibreel pyam sunate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina
Sadqe hain qabooter aqa per
Teba main dekho ye manzar
Woh sale alaa sare parh kr
Jab par apne phelate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina
Aamad ki ghatain jhoom uthi
Rehmat ki ghatain jhoom uthi
Makke k fazain jhoom uthi
Sehra ki hawain jhoom uthi
Rehmat k badal chate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina
Jahan zikr kiya jaye unka
Tashreef waha par laate hain